|
|
|
|
|
Kaise Keh Diya Tum Ne Alvida ?
Kaisey Andaz-e-Shouq Mein Keh DiYa Tum Ne Alvida,
Jaisey Sadiyon Se Tere Dil Pe Koi Bojh Thy Hum… |
|
Aaj tanha hoon to kisi ne awaaz tak nahin di
Aaj tanha hoon to kisi ne awaaz tak nahin di,
Kal “daig” wanddi si tey paayi ji paayi ho rayi si
 |
|
Meri aankhon main Ansu aaye na hote
Meri aankhon main Ansu aaye na hote,
Wo humein dekh kar muskuraye na hote,
Sochti hun aksar tanhai may main,
Meri zindagi main kash wo aaye na hote,
Na tarapte hum unke liye itna,
Dil ne khawab unke sajaye na hote,
Naa toot kar bikharti main is kadar,
Kash wo mere dil main apna ghaar banaye na hote…. |
|
|
Mere Baad Dard Ki Daastan
Mere Baad Dard Ki Daastan
Tujhe Kon Aa ke Sunaye Ga ?
Mujhe Raastay Mein Khabar Mili
Wo Tou Sheher Hee Se Chala Gaya
Meri Zindagaani Ke Khaar-o-Khas
Koi Jaatay Jaatay Jala Gaya
Mere Ratjago Ko Khabar Karo
Mujhe Neend Aayi Hai Dekhne
Mein Tou Apnay Aap Mein Hee Nahi
Mujhe Mere Haal Pe Chhor Do
Bada Sakht Hai Tera Raasta
Mujhe Meri Raah Pe Mor De
Tujhe Kaisa Lagta Hai Din Dhalay ? |
|
Basaa Howa Tha Jo Seenay Mein Aarzoo Ki Tarah
Basaa Howa Tha Jo Seenay Mein Aarzoo Ki Tarah
Ragon Mein Goonj Raha Hai Wo Ab Lahoo Ki Tarah
Mein Oske Dil Mein Chhupi Khwaahishain Bhi Jaan Gaya
Khula Wo Mujh Se Girebaan-e-Be-Raffuu Ki Tarah
Koi Nazar Bhi Uthay Os Pe Dil Dhadak Jaaye
Mein Osse Pyaar Karuun Apni Aabroo Ki Tarah
Bohat Dinon Mein Jo Dekha Ose Tou Kia Kehiye !
Lagi Hai Oski Khamooshi Bhi Guftaguu Ki Tarah
Mujhe Judaa Na Samajhna Chaman Se Ehl-e-Chaman !
Mein Raaigaan Hee Sahi, Shaakh-e-Be-Namuu Ki Tarah
Gham-e-Jahan Tha Ke Mohsin Ujaar Mausam Tha ? |
|
Teri Palkon Mein Rehna Hai
Teri Palkon Mein Rehna Hy Raat Bhar K Liye,
Main To Ek Khwab Hun, Subha Hote Hi Chala Jaon Ga..! |
|
Pappu K Bos Ne Usy Job Se Nikal Dya
Pappu K Bos Ne Usy Job Se Nikal Dya
Papu Roz Bos K Ghr K Samne POTI Kr K Aata
Bos:
Ye Kia Hrkat Ha
Papu:
Tujhe Batana Chahta Hun
K Bhoka Ni Mar Raha.,.:-)
Simat Gaya Wo Samandar Bhi Aabujuu Ki Tarah
Kisi Dukh Ka Seenay Mein Tootna….! |
|
Socha aap say baaat karoon
Socha aap say baaat karoon,
Phir soocha, ek mulaqaat karoon,
Phir soocha, kyun na intezaar karoon,
Phir soocha, kyun na ek kaam karoon,
Ek piyaara sa sms aap ke naam karoon,
Happy Valentines Day!! |
|
Aaj se hamara rishta khatam
Girl:
Aaj se hamara rishta khatam
Hum ek doosry ko sary gift wapis karte hen
Boy:
Theek hy
Easy load se start karte hen
Girl:
Janu ab me mazaq b na karon kya? |
|
|
|